Wednesday, February 11, 2009

Amit Molparna

So ?? what do you feel about this person. please comment

5 comments:

  1. he has a class..
    the thing that he hid from everyone is his Shayarana andaaz...
    a family man...
    loves to keep himself fit...

    ReplyDelete
  2. sorry man i don't know much about you.. coz we never interacted i guess..
    but i believe u are a nice guy..
    :)

    ---
    FUTURE IS NOW!!

    ReplyDelete
  3. hii , amit mei bhi amit he hu , bt ye labu hai .
    yarr isko mei 4 sal mei ik bhi bar tention mei nahi deka ,always relx and cool . he is nice person or londa smart bhi hai .

    ReplyDelete
  4. my room mate for 2 years, enjoyed the time we stayed together. Passionate about body building, cricket and food (has got a great appetite). A very good friend and always there to help. All the best for your future.

    ReplyDelete
  5. "Amit kumar Molparna" ye ek bade hi durlabh prajati ke praani hain.Is prajaati ke ye ekmatra hi prani bache hain. ye prani college main nishkriye awastha main hota hai parantu canteen or mess main ye bada hi aakramak rup le leta hai.Iske jeewan ka ek hi lakshya hai-"Abhi to khane ki umar hai isiliye khoa", or ye is par bade hi khatarnak roop se kendrit hai,ye pratidin nashte ke liye hi uthte hain or dupehri, sham or raat tak sirf khana khane ke liye hi jage rehte hain, anyytha ye uthna hi vyarth samjhte hain!! college main baithe-baithe bhi inke mashtishk main kele(banana) or santre(oranges) hi ghum rahe hote hai padhai ki to chinta hi kya!! ye khane ke liye bade hi paband(panctual)hain agar galti se inhone nasta deri se(11 am) kiya ho to koi baat nahi ye khana(lunch)fir bhi 12.30pm pe hi karte hain or vo bhi datt ke!! Baki bacha samya ye kapde dhone or kasrat karne main bitate hain. kai bar ye apni gufa(den) main dukhi(tute dil wale) geet laga ke aankhe band kar ke gane sunte paaye jate hain, jaise ki inki wali kisi or ke sath bhag gayi ho. inki bhagwan se bus ek hi prarthna hai ki kash din 36 ghanton ka hota taki inhe khana khane ke liye or samay mil sakta.
    annt main hum yahi kahenge ki ye hamara soubhgy hai ki hume is praani ko dekhne ka durlabh moka mila.

    ReplyDelete